Letra de Khali Hain Tere Bina Dono Ankhiyan, Shahrukh Khan



(Khali hain tere bina dono aankhiyan,
tum gaye kahaan) - 2
aankhiyon ke aalon mein, tere bina raat bhar
jaalti hain baatiyan yahaan
khali hain tere bina dono aankiyan,
tum gaye kahaan

doob ta hai din toh shaam ko
saaye udte hain, teri yaadein liye
lakh din hue hain ke raat ko,
aadhe chand se, teri baatein kiye
yaad hai kya tujhe raaha ki baariyan wahaan
khali hain tere bina dono aankhiyan,
tum gaye kahaan

Female:

Ek ek baat yaad hai, aadhi raat ke
poore chand ko, jaagte hue bhi ho khwab mein
chehra ek hai, leti hoon naam do
reet ke teeno ki sunti hoon booliyan yahaan

Male:

ahhh...

Female:

khali hain tere bina dono aankiyan, 
tum gaye kahaan
aankhiyon ke aalon mein, tere bina raat bhar
jaalti hain, baatiyaan yahaan
khali hain tere bina dono aankhiyan,
tum gaye kahaan

Mas letras de Shahrukh Khan: